Celebrating No Hike Year

All music artists of Indian fraternity came together to celebrate ”No hike” year. They raised their voices and dedicated some of their songs for “Hike” or rather “No hike”. (Inspired from my own experience of not getting annual hike this year amidst rising costs and inflation)

Caution: Jo bhi mein kehna chahun who sabi kalpanik hai.<Just for fun> ke liye likha gaya hai.

Mohd Rafi : Aaj kal,bina hike year ke charche hai har jubaaan par; Sabko malum hai aur sabko khabar ho gayi

Udit Narayan: Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana; Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana

Shaan(from his latest Housefull 2 song): Kaise kab ho gaya, Kya gazab ho gaya; Hamein kuch bhi pata na chala; Ho meri chahat bhi nafrat hui hai ; Oh companyyy, do you know..

Asha Bhonsle: Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge; Aisi baatein kiya na karo; Aaj na dene(hike)ki zid na karo

Salim Merchant: Mein toh Ainvayi Ainvayi lut gaya

Lata Mangeshkar: Luka Chuppi bahut huyi saamne aa ja naa; Kahan kahan dhoondha tujhe(hike) ; thak gayi hun mein, ab to aa

Mohit Chauhan: Sadda Hike Aithe raq

Abhijeet: Badi mushkil hai, khoya mera dil hai; Koi usse dhoondke laaye na; Jaake kahan main rapat likhaaoon; Koi batlaaye na; Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon

Atif Aslam: Hmmmm.. Milke bhi, hum na mile; Tumse(hike) na jaane kyun, milon ke.. Hai phasle tumse na jaane kyun Anjaane, hai silsile, Tum se na jaane kyun, sapne hai; Palko tale tum se na jaane kyunnnnn o o o o o Tu Jaane na

Sadhna Sargam: Subah se lekar shaam tak, shaam se lekar raat tak; raat se lekar subah tak, subah se phir shaam tak
kaam karo hoo, bas kaam karo…hard work karo, bina hike ke kaam karo

Sonu Nigam(in sad tone): Acha sila diya tuney mere kaam ka

Mohit Chauhan: Sadda Hike Aithe raq

Kishore Kumar: De De hike de; De-de hike de, hike de, hike de-de hamen hike de

Lata Mangeshkar: Mere Khwaabon Mein Jo(hike) Aaye; Aake Mujhe Chhed Jaaye; Us Se Kahoon Kabhi Saamne To Aaye

Salim Merchant: Mein toh Ainvayi Ainvayi lut gaya

Sonu Nigam: Ab mujhe raat din tumhara intezar hai, Kya kahoon ab toh mein,haal behaal jo hai

Vishal Dadlani: Bin tere bin tere bin tere; koi khalish hai hawaon mein bin tere

Raghu Dixit: Hey bhagwan mujko tu; Zindagi dubara de ya na de, hike dilva de

Mika Singh: Bara mahine mein; Har tarike se ;kaam pura karva dunga re
Hike dila hike dila; Hike dila hike dila

Re ae ae..
Ae ae ae..

Sukhwinder Singh: Haule haule se hike milta hai, haule haule se promotion milta hai; Yeh it na haule hai ki : Dil haaaara re, dil haara haara haara haara mein dil haara

Farhan Akhtar: Pichle ek saalon se mein ne kuch nahin paaya; Kabhi khud pe hasa mein kabhi khud pe roya; Na na na na na na na na

Mohit Chauhan: Sadda Hike Aithe raq

Salim Merchant: Mein toh Ainvayi Ainvayi lut gaya

Rahat Fateh Ali Khan: Oh Rabba mein toh mar gaya oye

Kumar Sanu: Tum(Hike) Mile, Dil khile; Aur jine ke liye kya chahiye, Tum na mile toh dil na khile, jeene ke liye har saal chahiye.

KK: Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai; Mujhko Saza Di Kounsi Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye; To Lut Gaye Hum Teri Intezar Mein

Mika Singh: O meri jaan O meri jaan mere ko tarsa tarsa kar kaha chaldi kahan chaldi bina hike ki pungi baja kar

Javed Ali: Tu meri adhuri pyas pyas; Tu agayi mann ko ras ras; Aab tho thu aaja pass passsssss; hain Guzarishhhhhh

Mohit Chauhan: Sadda Hike Aithe raq

Daler Mehndi: Zor ka jhatka hain zoron se laga

Bappi Lahiri: Shock jo tune hume diya he;Zoron se diya hai, Yahan wahan; Rutha hoon main tujhse roota hoon; Mujhe mana le na O jane jaan; Choodenge na hum ab tujko ;Tune hadh to ab par kar liya; Oh la la Oh laa la

Farhan Akhtar: Tum(hike) ho toh, gata hai dil ; Tum nahin, toh geet kahan; Tum ho toh, hai sab hasil ;Tum nahin, toh kya hai yahan
Tum ho toh hai, sapno ke jaisa hasin Ek samaa; Jo tum ho toh, yeh lagtha hai; Ke mil gayi har khushi
Jo tum na ho, yeh lagtha hai; Ke har khushi mein hai kami; Tumko hai mangthi
Yeh zindagii….
Huuuuu……Oh ho oh ho oh ho ho ho ohh……

Aditya Narayan: Kabhi na kabhi to miloge kahin pe humko yakeen hai ; Tere bina, na hum jee sakenge yahan ek pal
Teri zindagi, meri zindagi hai; Tere bina, na hum jee sakenge yahan ek pal

Salim Merchant: Mein toh Ainvayi Ainvayi lut gaya

Mohit Chauhan: Kaali kaali khaali raaton se; Hone lagi hai dosti
khoya khoya in raahon mein; Ab mera kuch bhi nahi
Har pal her lamha, main kaise sehta hoon
Har pal her lamha main khud se yeh kehta rehta hoon
Tujhe bhula diya, oh,
Tujhe bhula diya, oh
Tujhe bhula diya, oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya.. oh
Mujhe rula diya.

Atif Aslam: Ab tho aadat si hai mujh ko aisay jeenay mein..

Pic courtesy: keepcalms